Friday 5 August 2011

[~>VU-P!nD!<~] 3 chezeen insaan ko zindagi main aik bar milti hain...

3 chezeen insaan ko zindagi main aik bar milti hain...

3 chezeen insaan ko zindagi main aik bar milti hain

Waldeen, Husn, Jawani

 

3 chezoon ko kabhi chota na samjheen

Karz, Farz, Marz

 

3 chezeen khalous dil se karni chayeen

Rahem, Karam, Duaa

 

3 chezeen har aik ki juda hoti hain

Surat, Serat, Kismat

 

3 chezeen kabhi kisi ka intezar naheen karteen

Mout, Waqt, Ghakh

 

3 chezeen yaad rakhna zarori hain

Sachai, fraiz, Mout

No comments:

Post a Comment