Harf_e_ranjish pe koie baat bhi ho sakti hai
Ye bhi mumkin hai mulaqat bhi ho sakti hai
Zindagi phool hai, khushbu hai magar yaad rahay
Zindagi gardish_e_halaat bhi ho sakti hai
Hum ne ye soch k rakha tha qadam gulshen mein
Lalaa_o_gul mein teri zaat bhi ho sakti hai
Chaal Chaltay huay shatranj ki baazi k usool
Bhool jao gay to phir maat bhi ho sakti hai
Aik to chhat k bina ghar hai humara Ahad
Us pe ye khauf k barsaat bhi ho sakti hai..
-- Ye bhi mumkin hai mulaqat bhi ho sakti hai
Zindagi phool hai, khushbu hai magar yaad rahay
Zindagi gardish_e_halaat bhi ho sakti hai
Hum ne ye soch k rakha tha qadam gulshen mein
Lalaa_o_gul mein teri zaat bhi ho sakti hai
Chaal Chaltay huay shatranj ki baazi k usool
Bhool jao gay to phir maat bhi ho sakti hai
Aik to chhat k bina ghar hai humara Ahad
Us pe ye khauf k barsaat bhi ho sakti hai..
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vupindi" group.
To post to this group, send email to vupindi@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vupindi+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vupindi?hl=en
No comments:
Post a Comment