Tuesday, 20 December 2011

[~>VU-P!nD!<~] Sitaaroon se aagay jahaan aur bhi hain


-- Sitaaroon se aagay jahaan aur 


bhi hain


Sitaaroon se aagay jahaan aur bhi hain


Abhi ishq kay imtehaan aur bhi hain



Yehi zindagi se nahi yeh fizaayein


Yahaan sain'karoon karvaan aur bhi hain


Qanayat na kar alm-e-qang-o-boo per

Chaman aur bhi hain, aashiyan aur bhi hain

Agar kho gaya aik nashemaan tu kya gham

Muqamaat-e-aa'ho'fghaan aur bhi hain

Tu shaheen hai parwaaz nahi tera kaam

Tere samnay aasmaan aur bhi hain

Issi roz-o-shab main ulajh kar na reh ja

Key tere zamaan aur makaan aur bhi hain

Gaye din thy kay main tanha tha anjuman

 mein

Yahaan ab mere raaz'daan aur bhi hain






khareed sakte unhe toh apni zindagi dekar bhi khareed lete,,,

par kuch log "KEEMAT" se nahi "KISMAT" se mila karte hain…!!



     Apply For Group Membership 









--
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vupindi" group.
To post to this group, send email to vupindi@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vupindi+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vupindi?hl=en

No comments:

Post a Comment