Aseer-e-dasht-e-wafa ka
na maajra kehna,
Tamam poochhne walon ko bs dua kehna..
Ye kehna k rat guzrti hai ab bhi aankhon me,
Tumhari yaad ka qaaim hai silsila kehna..
Yeh kehna k chaand nikalta hai aasman pr ab bhi,
Mgr nahi woh shab ka ab maza kehna..
Ye kehna k
hum ne hi toofan me daal di kashti,
Qasoor apna hai darya ko kya bura kehna??
Yeh kehna k tum se bichhr k
bikhar gaya hun main,
K jesy hath se
gir jaey "AAINA" kehna....
na maajra kehna,
Tamam poochhne walon ko bs dua kehna..
Ye kehna k rat guzrti hai ab bhi aankhon me,
Tumhari yaad ka qaaim hai silsila kehna..
Yeh kehna k chaand nikalta hai aasman pr ab bhi,
Mgr nahi woh shab ka ab maza kehna..
Ye kehna k
hum ne hi toofan me daal di kashti,
Qasoor apna hai darya ko kya bura kehna??
Yeh kehna k tum se bichhr k
bikhar gaya hun main,
K jesy hath se
gir jaey "AAINA" kehna....
Jab Tum Pori Tarahn Toot Chuky Ho To Yakeen Jano Tumehn Duniya Me Kabhi Koi
--
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vupindi" group.
To post to this group, send email to vupindi@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vupindi+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vupindi?hl=en
No comments:
Post a Comment