Aisa Nahi Keh Hum Ko Mohabbat Nahi Mili
Aisa Nahi Keh Hum Ko Mohabbat Nahi Mili
Jaisi Chahatay Thay Hum Ko Woh Ulfat Nahi Mili,
Milney Ko Zindagi Main Kaii Hum-Safar Milay
Per Un Ki Tabiyat Say Tabiyat Nahi Mili,
Chehron Main Dosron Kay Tumhain Doondtey Rehay
Surat Nahi Mili Kahin Seerat Nahi Mili,
Bohat Dair Say Aaya Tu Meray Pass Kiya Kahon
Alfaaz Dhondnay Ki Bhi Mohlat Nahi Mili,
Tujh Ko Gilla Raha Keh Tawajja Na Di Tujhey
Laikin Humain Khud Apni Rafaqat Nahi Mili,
Her Shaks Zindgi Main Bohat Dair Say Mila
Koii Bhi Cheez Waqt-e-Zarorat Nahi Mili,
Hum Ko Tu Teri Aadat Achi Lagi "Faraz"
Afsoos Keh Tujh Say Meri Aadat Nahi Mili

Agar Tum Us Waqat Muskura Sakty Ho
Jab Tum Pori Tarahn Toot Chuky Ho To Yakeen Jano Tumehn Duniya Me Kabhi Koi
Torr Nahi Sakta
--
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vupindi" group.
To post to this group, send email to vupindi@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vupindi+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vupindi?hl=en
No comments:
Post a Comment