Thursday, 6 October 2011

[~>VU-P!nD!<~] Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne






 

 

Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne
Ghalat Batoon Pe 
Thora Thora Mara Hai Maa Ne 

Abhi Tak Wo Bachpane Ki Yadein 
Hain Baqi
Aur Wo Bachpane Ki Batein Hain Baqi 

Ke Jab Mein Ne Bola Tha Maa Pehli Baar
Maa Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna Pyar
 

Paida Huwa Tha To Kuch Nahi Tha Mein
Maa Ki Wajha Se Aaj Hoon Kya Kya Mein 

Lalach To Kuch Nahi Meri Maa Ko Magar
Acha Ho Jo Dedoon Dil Tohfay Mein Agar
 

Maa Ko Choorte Hain Aise Kuch Log Hotay Hain
Phir Auroon Ke Liyay Wo Hamesha Soog Hotay Hain 

Kuch Logoon Ke Liye Maa Ko Choorte Nahi
Chahay Kuch Ho Jaye Moo Moortey Nahi
 

Maa Se Hamesha Hamein Sukh Milte Hain
Phir Bhi Us Ko Hamse Dukh Milte Hain 

Kash Qurbaan Karoon Mein Sab Us Ki Sada Pe
Aur Wo Mujhe Pyar Karey Meri Issi Ada Pe
 

Maa Se Mujhe Meri Koi Juda Na Karey
Karoo Pyar Kissi Aur Se Khuda Na Karay

 

 

 

 

 

 





--




--
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vupindi" group.
To post to this group, send email to vupindi@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vupindi+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vupindi?hl=en

No comments:

Post a Comment