Jo aansoo dil mein girtay hein wo aankhoon mein naheen rehtay
Bohat say herf aesay hein jo lafzoon mein naheen rehtay
Kitaboon mein likhay jatay hein dunya bhar k afsanay
Magar jin mein haqiqat ho kitaboon mein naheen rehtay
Bahar a'ey tou her ik phool per ik sath aati hai
Hawa jin ka muqaddar ho wo shakhoon mein naheen rehtay
Li'ay phirtay hein kuchh ahbab aesay muztarib sajday
Jahan darbar mil ja'ey jabinoon mein naheen rehtay
Mehak aur titieoon ka naam bhoonray say juda keun hai
Ke ye bhi tou khizan aanay per phoolon mein naheen rehtay

Maaf Karna Insan Kay Ikhtiyaar Main Ha....
Magr Bhula Dena Nahi...!!
کے بعد زندگی بخشی اور ہم نے اسی کی طرف لوٹ
کر جانا ہے۔۔۔
--
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vupindi" group.
To post to this group, send email to vupindi@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vupindi+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vupindi?hl=en
No comments:
Post a Comment