Ab Kis Ka Jashan Manatay Hu Os Desh Ka Ju Taskeen Hua |
Aab kis ka jashan manatay hu us des ka ju takseen hua un khaboo ka ju reza reza un ankhoo ki taqdeer hua us parcham ka jis ki hurmat bazron may nelam hui us jang ju hum har chukay us rasam ka ju jari bhi nahi us kho ka ju badkismat tha rahon may bahaya tan may rahaa us mashriq ka jis ko tum ne nezaa ki ani marham samjha
us mariyam ka jis ki iffat luti hai bhare bazaroo may iin gunahgaro ka jis ne hamay khud qatal kiya khud rote hain un bhukey nangay dhanchoo ka ju raqa sar e bazar kerain ya un jhutay iqraroo ka ju aj talak effa na huay iis shahi ka ju dast ba dast aai hai tumharay hissay may aankhoo may chupay ashakoo ko honthoo may wafa k bool leyai |
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vupindi" group.
To post to this group, send email to vupindi@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vupindi+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vupindi?hl=en
No comments:
Post a Comment