Kabhi yaad aye to pouchna
Zara apni khalwat.e.Sham say
Kisy ishq tha teri zaat say,
Kisy pyar tha tery naam say
Zara yaad karo k wo kon tha
Jo kabhi tujhy bhi azaiz tha
Wo jo g utha tery naam sy
Wo jo maar mita tery naam py
Hamain berukhi ka nahi gila
K yehi wafaoon ka hai sila
Magar esa jurm tha kon sa???
Gaye hum dua.oa.salam say
Na kabhi visal ki chah ki
Na kabhi firaq main aah ki
k mera tariqa.e.bandagi
Hai juda tariqa.e.aam sa
--
*Hamesha apnay Rab say pur umeed rehna *
*
*
*Q k " is poori kinaat main jitni jaldi Rab Razi hota*
*
*
*hai " itni jaldi koi Razi nahi hota .*
*
*
*Q k " is poori kinaat main jitni jaldi Rab Razi hota*
*
*
*hai " itni jaldi koi Razi nahi hota .*
Abhi raah mein kai mor hain, koi aayega koi jaayega
tumhein jisne dil se bhulaa diya use bhulane ki duaa karo
tumhein jisne dil se bhulaa diya use bhulane ki duaa karo
...:::Group Rules:::...
http://groups.google.com.pk/group/vu-pink/web/group-rules
^^^^^^
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vu pink" group.
To post to this group, send email to vu-pink@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vu-pink+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com.pk/group/vu-pink?hl=en
No comments:
Post a Comment